Internet bahut hi kamal ki chiz hai . aaj ke samay me kisi bhi chij ke bareme janna ho ya kuchh sikhna ho sab internet ki madad se bahut hi aasani se kar sakte hailekin kai log ese bhi hote hai jo ki internet ka galat istemal karte hai. isi liye jo bhi user internet istemal karta hai use ek IP Address diya jata hai taki uski pahchan ki ja sake or vah internet ka galat use na kare .

iske alava aap IP Address ki Madad se Location Bhi pata kar sakte hai to aaj ke is article me ham aapko batayenge ki kese aap kisi ka bhi IP Address jan sakte hai yaniki आईपी एड्रेस कैसे पता करे  (How to find ip address in hindi) || How to find IP address information in hindi.

IP ka full form hota hai internet protocol. kisi bhi computer ya smartphone ka ip address pata karna bahut hi aasan hai agar aapko apna ip address pata karna ho to bas google me ja kar search karna hai "What is my ip address"to vah aapko aapka filhal ka ip address bata dega ya fir aap whatismyipaddress website par ja kar bhi pata kar sakte hai

किसी का भी आईपी एड्रेस कैसे पता करे (How to find ip address in hindi)


lekin agar aapko apne friend ya family ka ip Address janna hai jese ki whatsapp ya facebook chatting kar rahe ho or aapko uska ip address janna hai to aap kese jan sakte hai to aaiye jan lete hai ki 
कैसे किसी का भी आईपी एड्रेस जाने ? (How to find Anybody’s IP Address information in hindi)

किसी का भी आईपी एड्रेस (IP Address) कैसे पता करे

1. Link  Create Kare IP  Address janne ke liye  

agar aapko kisi ka bhi IP Address janna hai to iske liye sabse pahle aapko ek esa link create karna hoga  jo  user ke IP Address ko Track kar sake jan sake ki user ka public IP Address kya hai to iske liye aapko ek website par jana hai jiska nam hai (IPLogger) to aap google pe  jake bhi search kar sakte hai to aapko is website par open karna hai apne computer ya mobile system me.




iske bad ab aapko ek website ka nam dalna hai yaha par aap kisi bhi website ka nam dalke ek short link create kar sakte hai aap chahe to google image ke link istemal kar sakte hai ya fir koi social networking website to yaha par me facebook website ka link create kar raha hu to aap kisi bhi website ka link bana sakte hai.

2.शोर्ट लिंक बनाये और इसे शेयर करे   

jese hi aap link bana lete hai iske bad ab aapko jiska bhi ip Address janna hai usse is link ko bhejna hoga to yaha par aap is link ko whatsapp ya facebook chatting ya fir E-mail karke bhej sakte hai to jese hi user us link pe click karega to aapko uska ip address aasani se pata chal jayega.

to yaha par aapko yah link ek message ki tarah share karna hai or vaha par kuchh likhna hai taki user aasani se link par click karle.

किसी का भी आईपी एड्रेस कैसे पता करे (How to find ip address in hindi)



to yaha par ab aapko Click to create option par click karna hai iske bad is link ko copy karlena hai or iskebad jiska bhi ip Address janna hai use yah link bheje or fir jese hi user link par click karega aapko uska ip address pata chal jayega or vo bhi bahut hi aasani se.

 3. अब आईपी एड्रेस पता करे 


jese hi user link par click karega to aapke pass uska ip Address aajayega to yaha par aapko address yad rakhna hai. viewing statistics ke nam ke aage jo bhi url hai use save karke rakhe taki aap bad me jan sake user ka आईपी एड्रेस (IP Address) kya hai.

किसी का भी आईपी एड्रेस कैसे पता करे (How to find ip address in hindi)


to yaha par aapko Logged IP’s par click karna hai.uske bad aapko page ko refreash karna hai to vaha par aapko user ka ip address mil jayega.

to is tarah aap kisi bhi user ka ip address pata kar sakte hai to yaha par aapko yad rakhna hai aapke pass viewing statistics link save karke rakhe taki badme bhi aap aasani se ip address ko jan sake.

Post a Comment

और नया पुराने